Added: Nov 18, 2008
From: cerealckkiller
Duration: 6:48
Song: Yaad Kiya Dil Ne Kahan Ho Tum (Instrumental)Movie: Patita (1953)Performed By: Brian Silas (On The Piano)Music Album: Nostalgic Indian Tunes Vol.1Lyrics:Hemant:Yaad kiya dil ne kahaan ho tumJhoomti bahaar hai kahaan ho tumLata:Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2(repeat)Hemant: O, kho rahe ho aaj kis khayal meinLata: O, dil fasaa hai bebasi ke jaal mein(repeat)Lata: Matlabi jahaan meherbaan ho tumHemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tumLata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2Hemant: O, raat dhal chuki hai subah ho gayiLata: O, main tumhaari yaad leke kho gayi(repeat)Lata: Ab to meri daastaan ho tumHemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tumLata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2Hemant: O, tum humaari zindagi ke baag hoLata: O, tum humaari raah ke charaag ho(repeat)Lata: Mere liye aasmaan ho tumHemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tumLata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2Hemant: Hm mm mm, mm mm mmLata: Hm mm mm, mm mm mmHemant: Hm mm mm, mm mm mmLata: Hm mm mm, mm mm mm
Channel: Music
Tags: 1953 bollywood brian dil hindi ho indian insrumental kahan kiya ne nostalgic patita piano silas tum tunes vol.1 yaad
Rating: 5.00 (1 ratings) Views: 1114' favoriteCount='2 Comments: